Intezamat naye sire se sambhale jayen Jitane kamzarf hain mehafil se nikale jayen Mera ghar ag ki lapaton may chupa hia lekin Jab maza hai tere angan may ujale jayen Gam salamat hai to pite hi rahenge lekin Pehale maikhane ki halat sambhale jayen Khali waqton may kahin baith ke rolen yaro Fursaten hain to samandar hi khangale jayen Khak may yun na mila zabt ki tauhin na kar Ye wo ansun hain jo duniya ko baha le jayen Ham bhi pyase hain ye ehasas to ho saqi ko Khali shishe hi hawaon may uchale jayen Ao shahr may naye dost banayen *"TANHA"* Astinon may chalo sanp hi pale jayen. TaNhA................ |
Zinda Laash Hai Ab To Yeh Jism, Apna Hi Bhoja Dhone Ke Liye. Thodi Si Zamin Talaashta Hoon, Khud Ko Dafnaane Ke Liye. @loNe Oce@N.
Search This Blog
Friday, 6 May 2011
INTEZAMAT NAYE SAR-E-SHAM SANBHALE JAYEN
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment